Hello,,Friends jub aap koi naya pc ya Laptop khridte hai..!! to usme kai sare softwares pehle se hi yani preloaded aate hai..!! lekin har kisi ki need alag alag hoti hai..!! Isliye we apni jaroorat ke hisab se software kharid lete hai..!! Lekin online ki dunia me mehnge software ke option bhi mojud hai..!! Jise free me download kiya ja sakta hai..!!
PAID SOFTWARE KHARIDNE KE APNE FAYDE HOTE HAI, LEKIN KAI BAAR ESA BHI HOTA HAI..!! KI AAP MEHNGE SOFTWARE KHARIDNE SE BACHNA CHAHTE HAI..!! ESI SITUATION ME FREE SOFTWARE KI HELP LI JA SAKTI HAI..!! JINME PAID SOFTWARE JESE HI FEATURES HOTE HAIN..!!
TO FRIENDS JANTE HAI ESE HI KUCH SOFTWARE KE BARE ME JINME PAID SOFTWARE JESE HI AAPKO FEATURES MILEGE...!!!
🔷TOP FREE SOFTWARE FOR PC/LAPTOP🔷
YEH BHI PADE..!!
➡ RANSOMWARE ATTACK SE KESE BACHAYE APNE COMPUTER/LAPTOP KO
1🔹 GIMP
"www.gimp.org"
Agar aap Adobe Photoshop nhi kharid pa rahe hai, to aapke liye GNU IMAGE MANIPULATION PROGRAM (GIMP) behtar option ho sakta hai..!! Yeh powerful software hai, jisme Photoshop ki trh hi features hai..!! Yeh cross-platform image editor hai..!! Jo Linux, OSX, Windows or dusre operating system ke liye free me uplabdh hain..!!
Is free software ki khasiyat hai ki aap iska source code badal sakte hain..!! Graphic designs, photographers etc ke liye yha tamam trh ke shortcuts or tips diye gye hain..!! Jis se image se related work aasani se kiye ja sakte hain..!! Ise navigae karna bhi kafi easy hain..!! Yeh aapke liye ek acha option ho sakta hain..!! To Windows ke liye paint dot net, mac ke liye pixelmetor ko try kar sakte hain..!!
2🔹BLENDER
"www.blender.org"
Agar aapki choice 3D modelling, 3D printing, 3D animation etc. Me hain, To blender software aapke liye achaa option ho sakta hain..!! Halanki MAYA or dusre tools ka use bhi Animation or modelling studios ke liye hota hain..!! Agar aap abhi starting hi kar rahe hain..!! To yeh software aapko niras nhi krega..!! Yeh free or open source 3D creation hain..!! 3D modelling, Ringing, Animation, simulation, motion tracking, video editing etc. Ke saath aap game bhi teyar kar sakte hain..!! Website par isse jude training or tutorial bhi mil jayenge..!! Yeh Windows, mac os or Linux ke liye free me available hain..!!
3🔹 LIBRE OFFICE
"www.libreoffice.org"
Microsoft ka office suite bhut useful hain..!! Lekin kisi karan agar aap Microsoft office ka use nhi kar pa rahe hain..!! To libre office iska behtar option sabit ho sakta hai..!! Yeh free or open source office suite hain..!! Isme kai ese application hai, jo ise jyada powerful banate hain..! Eg. Writer (world processing), (Spreadsheet), impress (presentation), Draw ( vector graphics or flowchart), base (database), math (formula chart), etc.
Is software par bhi aap Microsoft office ki trh hi kaam kar sakte hai..!! Saath hi, yeh Microsoft office ki trh hi kaam kar sakte hai.!! Saath hi, yeh Microsoft word, excel, power point or publisher ko bhi support karta hain..!! Aap yha document ko edit or save bhi kar sakte hain..!! Yeh windows, mac, OS or Linux ke liye free me available hain..!!
4🔹AVIRA
"www.avira.com"
Agar aap paid or mehnge antivirus ko kharidne se bachna chahte hai, to iska option avira ho sakta hain..!! Yeh free antivirus hai..!! Yeh na sirf malware ko block kar deta hai. !! Blki online track ko bhi clean karta hai !! Yeh aapke phone/PC ko virus se protection or performance ko improved karne wale dusre kai sare features bhi diye gye hain..!! Windows ke liye yeh behtar option ho sakta hain..!! Agar aap MAC OS ka use karte hain..!! To aapke liye SOFOJ ek option ho sakta hain..!!
5🔹DAVINCI RISOLVE
"www.blackmagicdesign.com"
Free or behtar video editing tools ki talash me hain..!! Jisme professional tools bhi ho, to davinci reslove aapke liye achaa option ho sakta hain..!! Is software me aapke kai trh ke video editing tools mil jayege..!!
Eg. Colours correction, professional audio, post production etc. Iske alawa isme professional editing, creative editing, advanced trimming, multicam editing, etc. Ki suvidha di gyi hain..!! Yeh software windows, mac or Linux ke liye free me available hain..!!
6🔹LMMS
"http://lmms.io"
Linux multimedia studio open source or cross platform music editing software hain..!! Ise Windows mac or Linux ke liye free me download kiya ja sakta hain..!! Isme tune ko compose kiya ja sakta hain..!!track ko mix kar sakte hain..!! Effect ko mix kar sakte hain..!! Effect ko jodne ke saath or bhi bhut kuch kar sakte hain..!! Is software ko use karna kafi esay hain..!! Yeh VST plug in, MIDI, bit and baseline, track based automation option, nativ sounds font etc. Ke saath aata hain..!!
7🔹INK SCAPE
"https://inkscape.org/en/"
Agar aap vactor graphics par kaam karte hain.!! Ya fir logo banate hain..!! To iske liye Adobe ilstrator jese software ki jarurat hoti hai..!! Agar aap adobe ilstrator ka license version nhi buy karna chahte hai to..!! Inkscape ka use kar sakte hain..! Yeh open source or cross platform ko support karne wala software hain..!! Yeh ilstrator,graphic designer, web designer etc. Ke liye useful sabit ho sakta hain..!! Yha aap chizo ko aasani se draw kar sakte hain..!! Iske saath aapko yha par powerful text tools bhi milege..!! Yeh windows, mac OS, or Linux ke liye free me uplabdh hain..!!
Frnds yeh the kuch software jo aapko free me available hai ..!! Aap inko download kar ke inka use kar sakte hain..!!
Yeh Bhi Pade..!!
🔷ANDROID PHONES KE 5 CHHIPE HUWE FEATURES | | TOP 5 HIDDEN FEATURES OF ANDROID PHONES
🔷SOCIAL MEDIA ALL APPS UPDATE NEWS | | WHATSAPP, TWITTER, MESSANGER, ANDROID O, GMAIL KE NEW FEATURES
No comments