-->

WHAT IS FTP IN HINDI ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) KYA HAI

- January 31, 2018


WHAT IS FTP IN HINDI ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) KYA HAI

                                                WHAT IS FTP IN HINDI ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) KYA HAI
Hello friends, aaj hum janege ki FTP ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) kya hain, FTP ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) kese work karti hain, FTP kon se WHAT IS FTP IN HINDI ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) KYA HAI
Model mai use hoti hain, or FTP Server ke bare main.


WHAT IS FTP IN HINDI ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) KYA HAI


FILE TRANSFER PROTOCOL KYA HAIN

           Internet se kuch files ko download karna or ek computer se dusre computer par files ko transfer karna… hazaro files per day ek coputer se dusre computer par transfer hoti hain. in mese se maximum files internet ke  FTP ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) ke medium se transfer hoti hain ise FTP kehte hain… Is FTP protocol ka use internet par ek computer se dusre computer par files upload karne ke liye bhi kiya ja sakta hain.
FTP ka main competitor HTTP ( HYPER TEXT TRANSFER PROTOCOL ) hain or wo  din door nahi hai jab FTP Server ki jgh HTTP Server work karega! Lekin abhi aksar FTP hi files ko download karne ke liye use kiya jata hain. internet par files ko download karne ke liye ek problem yhi hai ki kuch files itni badi hoti hain ki inhe download karne mai kafi time lagta hain is problem ko solve karne ke liye FTP Server par Space bachane ke liye or files ki speed increase ke liye files compress ki jati hain.



FTP Kon Se Model Mai Use Hoti Hai

FTP TCP/IP Stack ke Top par Execute hota hain, or networks station ke bich files ko transfer karne ke liye application or users ke liye OSI Protocols ka use karta hain.

FTP SERVER KYA HOTA HAIN KITNE TYPE KA HOTA HAIN IN HINDI

FTP Server 2 type ke hote hain.
1.    Anonymous Server
2.    Non-anonymous Server

Anonymous Server : FTP Protocol mai Anonymous Server ka use sabse jyada kiya jata hain. FTP sites jo Anonmyous FTP ko allow karti hain, inke liye access karne ke liye Password ki need nhi hoti hain! aapko kewal Anonmyous ke roop me Login karna hain or apna e-mail address ki trh Enter karna hain.

Non-anonymous Server : yadi hum non-anonymous server ka use karte hain to hame password ko access karne ki jaroorat nahi hoti hai !

CONCLUSION : internet par kisi file ko ek computer se kisi dusre computer par file transfer karne ke liye jo protocol use hoti hain FTP protocol kehlati hain..
      Agar aapko yeh info  WHAT IS FTP IN HINDI ( FILE TRANSFER PROTOCOL ) KYA HAI achi lagi to comment kar ke jaroor bataye Or ise apne friends ke sath bhi share kijiye..
      

1 comment

Trend Rays said...

nice post thanks and regards by thekataam