-->

Android Phones Ke 5 chhipe huwe Features | | Top 5 Hidden Features Of Android Phones

- May 23, 2017

Hello,,Friends Is post me hum Android phones ke 5 hidden features ke bare me Janege..!! Jo aap longo ko sayad pata nhi honge..!! Hum apne android phones me jyadatar Call, messages, Internet aur Camera jese features ka use karte hai..!! Itne features ko use kar ke aapko lagta hoga ki aap apne Android device ke bare me sab kuch jante hai..!! Par Dosto esa nhi hai..!!
             Android phones me ese bhut se features hai..!! Jinke bare me aapko thoda kam pata hai..!! Lekin yeh features bhut useful ho sakte hai..!!  Ye na sirf aapke phone ki protection kare me useful honge..!! Balki aapke phone ki upyogita bhi bdayege..!!


🔷TOP-5 HIDDEN FEATURES OF ANDROID PHONES

➡ 1. DEBUGGING

▶Kya hai❓
▶Kya kaam aata hai❓❓

◼ USB KO SHI TRH SE CONNECT KARNE ME.
◼ COMPUTER/LAPTOP SE ANDROID PHONE KO CONTROL KARNE ME.

Ydi aapka Android phone shi trh se USB se Connect nhi ho pa raha hai, To aap apne phone me Debugging feature ko on kar sakte hai..!! Ydi aap apne PC ke madhyam se Android phone ko puri Tarh se control karna chahte hai, To bhi aapke liye yeh bhut useful hoga..!!

➡2. SCREEN PINNING

▶Kya hai❓
▶Kya kaam aata hai❓❓

◼ Yadi aap apna phone kisi dusre ko dete hai..!! To screen pinning behad khash hai..!! Screen pinning kar Phone kisi or ke saath share karte hai, To dusre person ko sirf itna hi adhikar hoga ki wo sirf usi feature ka use kar sakega, jiski aap ijajat denge..!! Screen pinning karne ke liye Aapko yeh steps follow karne hai..!!

🔹SCREEN PINNING KESE KARE..❓❓

⚫Sabse pehle aapko apne phone ki SETTINGS me jana hai..!! 

⚫Yha se SECURITY option ko choose kare

⚫Fir yha last me SCREEN PINNING ka option hoga, use ON kar diziye..!!

⚫Ab HOME par aakar us APPLICATION ko OPEN kare, jise Pin karna hai..!!

⚫Iske baad TASK MANAGER BUTTON ko click kare..!! Yha us application ke saath pin dikhai dega!! Aapko us pin ko touch karna hai..!! 
    Iske saath hi wo application khulkar saamne aa jayega..!! Or fir sirf usi application ka use kiya ja sakta hai..!!

➡3. NOTIFICATION DISABLE

▶Kya hai❓
▶Kya kaam aata hai❓❓

◼ Android phone me screen notification se bhara milta hai..!! Isme sabse jyada notification news app or e-commerce App bhejte hai..!! Ese me aap chahe, to in app se notification ko disable kar sakte hai..!! 

🔹ANDROID PHONE ME NOTIFICATION DISABLE/BAND KESE KARE

⚫iske liye SETTINGS me jakar APPS ka option choose kare..!! 
⚫Iske Baad us apps par Click karna hai..!! Jiske notification ko hum disable karna chahte hai.!! 
⚫Right side Top me aapko SHOW NOTIFICATION ka option milega..!! Use uncheck kar de..!! 

Iske saath hi aapka kaam ho gya hai..!! Kai phone me alag se notification ka option hota hai..!!  Wha se ek saath kai app ke notification band kiye ja sakte hai..!!

➡4. SMART LOCK 

▶Kya hai❓
▶Kya Kaam aata hai❓❓ 

◼  Aapke Android phone ka yeh feature bhi behad useful hai..! Isse aap apne phone me location or face type ke Lock ko set kar sakte ho..!! Jese yadi aap ghar me hai..!! Or baar baar phone ko unlock karna nhi chahte to ese me aap apne phone me TRUSTED PLACE ka option Set kar sakte hai..!! Itna hi nahi, yadi aapke phone me fingerprint sensor nhi hai..! To aap lock me apne face ko set kar sakte hai..!! Aapka phone aapke face dekh kar hi khulega..!! Dusre ke face se nhi..!! Yadi fingerprint sensor hai to bhi aap Trusted place face set kar sakte hai.! 

⚫Smart lock ka option aapko setting me security ke andar milega..!!

➡5. OFFLINE GAME

Aapke Android phone me ek game hide rakha jata hai..!! Ise aap bina download ke or bina Internet ke khel sakte hai..!! Ise khelne ke liye sabse pehle aapko apne phone ki setting me jana hai..!! Wha se about phone ko khol le..! Or yha se aapko OS version par kuch der tak click karte rehna hai..!! Iske saath hi lolipop ya marshmallow ka logo aa jayega..!! Is par kuch der touch karke rakhne ke saath hi game unlock ho jayega..!! Jise aap khel sakte hai..!!

To friends kesi lagi aapko yeh information..!! Comments kar ke jaroor btaye..!!

No comments