-->

Smart Phone Ko Kese Banaye Tracking Device

- May 27, 2017


Smart phone ko TRACKING DEVICE kese banate hai..!! Aapko bhi Bhut baar ese divice ki jaroort padti hogi..!! Jis se aap kisi ko Track kar sako..!! To aaj is Article me aapko ese hi kuch Tracking device ke bare me batane wala hu..!! Jiska use kar ke aap apne Android device me kisi dusre ko track kar sakte ho..!!! 

 Abhi tak aap apne android phone ko bs call,message, facebook or whatsapp ke liye use karte honge..!! Par me aaj aapko is article me btata hu ki, kese hum apne android phone ko tracking  device ke roop me use kar sakte hain..!!

     Family ka koi member ya aapke friends
Ghar se bahar ho aur aap use track karna chahte hain..!! To aapka android device bhi bade kaam ka ho sakta hai..!! Aaiye aapko ab btate hain..!! Kese android phone ka istemaal tracking device ke taur par bhi kar sakte hain..!!

Android smartphone me GPS yani Global Position System bada hi useful feature hain..!! Iska use chori ya fir khoye huye phone ko track karne, Navigation ya fir kisi ko track karne ke liye bhi kiya ja sakta hain..!! Agar aap chahe to apne Android smartphone ko tracking device ke taur par bhi istemaal kar sakte hain..!! 

Yeh bhi pade..!! 


🔷 TOP GPS SOFTWARE APPLICATION USED IN INDIA | | AAPKI MANJIL KA SATHI GPS

SMARTPHONE ME TRACKING FEATURES

Aajkl android smartphone me 'Android Device Manager' feature inbuilt hota hain..!! Jiski madad se yeh pata lagaya ja sakta hain..!! Ki aapke phone ki location kya hain..!! Halanki is features ka use karne ke liye aapke phone me Android device manager ka on hona jaroori hain..!! Iske baad google ki site par jakar kisi bhi time phone ki location ko dekha ja skta hai.!! Iske liye aapke paas google account hona jaroori hain..!!

ANDROID DEVICE MANAGER KA USE KESE KARTE HAIN

Android Device Manager feature ka use karne ke liye sabse pehle smart phone ki setting me jana hoga.!! 

Setting me jane ke baad aapko SECURITY ya PRIVACY ka option dikhai dega..!! Yha par device Administrator ka option milega..!! 

Usko open karne ke baad Android Device Manager ke box par check ka nisan laga de..!! Fir Location ki setting me jakar "Access To My Location" ko ON kar de..!! 

Ab aap mobile ko track karne ke liye computer par Android Device Manager ki website par jaye..!! Or use Apne Google ya Gmail account se LoGIn kare..!! 

Uske baad website aapke mobile ko track karna shuru kar degi..!!  Yeh aapko btayega ki aapke mobile ki location kya hain..!! Android Device Manager me aapko Teen Option milte hain..!! 
       Eg. Ring karna, Lock karna, or Data ko erase karna! Is tarh na sirf aap device ke jariye track kar sakte hain..!! Balki apne device ko control bhi kar skate hain..!! Aap ek click kar se Phone ko ring, lock ya apne sare Data ko delete kar sakte hain..!!

TOP AND BEST ANDROID TRACKING DEVICES/Application

Agar aapko kisi reason se tracking ke liye Android Device Manager ka use karna pasand nhi karte hain..!! To Google Play Store se third party Alternative ka use bhi kar sakte hain..!!

Top alternative of paid Tracking Devices

🔹LOOKOUT
🔹PREY
🔹FAMINONET



🔹LOOKOUT

 Yeh app ek trh ka all in one application hain..!! Jisme device tracking bhi ek khash feature hain..!! Yha device ki location ko dekhne ke saath jab aapka phone silent mode me hota hain..!! To use iski madad se ring bhi kar sakte hain..!! 
       Jab battery down hone lagti hain..!! To yeh aapke device ki location ko automatically save kar leta hain..!! iske alawa yeh ek acha Antivirus App bhi hain..!! Jo phone ko virus, Malware, spyware ka backup bhi le sakte hain..!! 

                 "Download LookOut"

🔹PREY

Is application ko use karne ke najariye se dekhe to pray application bhi kuch had tak Android device manager ki tarh hain..!! Iski khasiyat hain ki yeh multiple platforms ko support karta hain..!! Eg. Android, Windows, Mac, Linux or iOS..!! Iski help se aap device ko khi se bhi track kar sakte hain..!! Saath hi aap apni device ko laock bhi kar skate hain.!! Agar phone silent par hain, To remotely tez alarm bhi baja sakte hain..!! 

                "Download prey app"

🔹FAMILONET

Agr aap apne Android devices ka use khaskar family members ya fir friends ko track karne ke ke liye karna chahta hai to..!! Yeh bhi ek achaa option ho sakta hain..!! Yha par real time me map par jankari mil jayegi..!! Agar family ka koi member school, ghar , ya fir office pahuch jata hain..!! Ya fir wha se nikla hain..!! To automatic push notification aapko milne lagta hain..!! Location sharing se saath isme panic button ka option bhi diya gya hainn..!! 

                  "Download Familonet"

To friends yeh the Android device ke kuch applications jinka use kar ke aap kisi ko bhi trace kar sakte ho..!! Ek baar inko try kar k jaroor dekh lijiye..!! Yeh bhut ache application hain..!! 
     



1 comment

Mohibullah Mamun said...

Running a transportation company is not a child’s play; especially when you are responsible for managing a fleet of vehicles. Without knowing the accurate location of each and every vehicle in the fleet, you will have to resort to a lot of guesswork. And, this is certainly not a good thing as you have deadlines to meet and promises to keep. Fleet Management Solutions