AADHAR CARD KO PAN CARD SE KARE LINK
Hello, Friends Aaj is post me aapko batane wala hu ki kese Hm apne Aadhar card ko Apne Pan card se Link karte hai..!! Yeh ek esay method hai..!! jise aap bdi aasani se apne Android phone me kar sakte hai..!! Aapko bahar kisi internet cefe par jane ki jaroort nhi padegi..!!
Ab income tax return file karne ke liye government ne aadhar card ko jaroori kar diya hai..!! saath hi ab PAN CARD ko bhi Aadhar Link karna jaroori ho gya hai..!! Agar ab tak aapne Pan Card ko aadahar se Link nhi kiya hai, To janiye iske liye aapko kya karna hoga..!!
▶STEP:1
Sabse pehle aapko E-Return File karne wali site yani
http://incometaxindiaefilling.gov.in
par jakar Log in karna hoga..!! agar aap pehle se Log In nhi hai..!! to REGISTER YOUR SELF par jakar sabhi jankari bhar le..!!
▶STEP:2
Ab jb aap Site par Login karege, to ek pop-up window khulega..!! jisme aapko Aadhar Link karne ka option dikhai dega..!! Agar is step ko karne ke baad bhi Aadhar se Link karne wali window nhi khulti hai to..!!
Profile Settings me chale jaye..!! wha aapko Link Aadhar ka option milega..!! uske baad yha par window me apni details bharni hogi..!!
▶STEP:3
Is step me aapko apni di gyi jankari ko Apne Aadhar Card par di gyi Details se milana hai..!! Detail milne par Aadhar number daal kar Link Now par Click kare..!!
➡NOTE:
AADHAR NUMBER TABHI PAN CARD SE LINK HOGA..!! JUB DONO PAR LIKHI DETAIL EK JESI HOGI..!!
Mtlv aapke aadhar card par aapki jo detail hai..!! Aapko form bharte time wohi detail bharni hai..!! agr aapne esa nhi kiya to aapka Aadhar number, Pan card se Link nhi hoga..!!
➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡
KESE KARE APNE AADHAR CARD KI DETAIL ME BADLAAW
Jin longo ke aadhar card me di gyi naam ki Spelling, Mobile Number, or Email ID shi nhi hai..!! unke liye ab rahat ki khabar hai..!! aapko bta deki ab UIDAI ki website par hi aadhar card update karne ki suwidha hai..!!
aadhar card ko post or Enrol center par jakar bhi update karya ja sakta hai..!! Online aadhar update ke liye banai gyi Website ko aadhar "Self Service Update Portal" ke naam se jana jata hai..!! iske liye registerd mobile number aapke paas hona jaroori hai..!!
Agar aapke paas wo number nhi hai..! to aadhar Enrolment center jakar use update karwaye. kyoki update ki parkirya ke dauran mobile number par One Time Password (OTP) bheja jayega..!! aap online sirf apna naam, address, Date Of Birth, Mobile Number or Email Address ko hi update kar sakte hai..!!
🔷KYA HAI PROCESS❔❔❓
▶STEP:1
sabse pehle aapko niche di gyi site ke link par jana hai..!!
Click here to update your aadhar card
https://uidai.gov.in/enrolment-update/aadhaar-enrolment/aadhaar-data-update.html
Self service update portal par apna aadhar number likhe..!! Fir aapke register mobile number par OTP aayega..!! ab OTP dalkar update portal par jaye..!!
▶STEP:2
Ab aapko aadhar data updte request aayega..!! iske baad us option ko chuniye, jise aap update karna chahte hain..!! option select karne ke baad aadhar update form aapke samne aa jayega..!! yha par aap apni information ko update kar sakte hai..!!
▶STEP:3
Ab aapko submit update request par click kar dena hai.!! aapne jis badlaaw ke liye aawedan kiya hai..!! us se related document submit karne honge..!!
Aapke naam, DOB, or Address me change ke liye aapko is se related document dene honge.!!
▶STEP:4
Jaroori document upload karne ke baad BPO service provider mese aapko ek acha option choose karna hoga..!! ab request submit kar de..!! iske baad update request number milega..!! aapbchahe to update request ki copy ko download ya print kar sakte hain..!!
Aadhar data me update ke liye aawedan dene se hi information update nhi hogi..!! aapne jo nai information di hai..!! use janchne ke baad hi aapki information ko update kiya jayega..!!
Yeh Bhi Pade..!!

➡INSTAGRAM ALL HIDDEN FEATURES | | INSTAGRAM ME APNE PROFILE VIEWERS KO KESE DEKHTE HAI
➡APNE ANDROID PHONE ME WINDOW-10 KESE INSTALL KARTE HAI | | HOW TO INSTALL WINDOW 10 ON ANDROID PHONES
➡CONVERT 2G SIM TO 3G/4G: TRICK FOR ALL NETWORKS | | 3G SIM KO 4G ME CONVERT KRO OR PAO FREE MOBILE DATA | | ALL NETWORK USSD CODE
2 comments
bahut achcha post hai
Thankuuu..!! Merainternetgyan