Hello,,,Friends Aaj is post me aapko btane wala hu ki kese hum apne computer/Laptop se apne instagram ki profile par photo upload karte hai..!! Aapne bhi bhut baar upload karne ki kosis ki hogi par aapse upload ni hui hogi..to aapki isi presani ko door karne ke liye me aapko is post me ek esi trick btane wala hu jis se aap bdi aasani se apne instagram account me computer se photo upload kar sakte hai..!!
AGAR AAP DESKTOP SE INSTAGRAM PAR PHOTO UPLOAD NHI KAR PA RAHE HAI, TO YE TRICK AAPKE KAAM KI HAI..!!
Instagram aapko smartphone se photo upload karne ki suvidha deta hai..Lekin kai baar Aapke photo computer me save hote hai..!! aise me unhe instagram par post karna mushkil jo jata hai..!!
Agar aap desktop se INSTAGRAM par photo upload nhi kar pa rahe hai, to yeh trick aapke kaam ki hai..!!
Instagram par desktop se photo upload karne ke liye Aapko BLUESTACK Or DROPBOX app ki madad leni padti hai..!!
BLUESTACK SOFTWARE SE INSTAGRAM PAR PHOTO UPLOAD KESE KARTE HAI
👉 "DOWNLOAD BLUESTACK SOFTWARE FOR WINDOWS"
BLUESTACK ki madad se aap instagrampar photo upload kar sakte hai..!! BLUESTACK ko Install karte time Aapko "App store Access" choose karna hoga..!! iske baad bluestack App open hoga..!! Jha aapko HOME Screen dikhegi..!! wha magnifying glass i-con par click kar ke App dhunde...!! aur wha di gyi khali jgh par "INSTAGRAM" likhe or click karke google play stote khole..!! Google play store ko kholne ke baad Aapko Google Account se log in karne ka message aayega..!!
Agar aapke paas koi account nhi hai to aap sodhe taur par Bluestack me bhi account bana sakte hai..!!
Iske baad aapko google play store se instagram app open install karna hai..!!
instagram bluestack me download or install ho jayega..!!
Log In karne ke baad Instagram screen ke nichle hisse me diye gye camera button par click kare..!! Computer mese upload kiye jane wala photo chune..!!
isi trh aap DROPBOX ka use karke bhi Instagram par photo uplaod kiye ja sakte hai..!! jiske liye sabse pehle aapko Dropbox par apna account banana hoga..!! iske madhyam se aap bhut sare photo ko apne computer se Instagram account par bina Synchronise kiye Upload kar sakte hai..!!
👉 "DOWNLOAD DROPBOX SOFTWARE FOR WINDOWS"
To frnds kesi lagi aapko yeh info. comment me jaroor btaiye..!! agar aapko is se related kuch bhi dikkat aati hai to aap mujhse puch sakte ho..!!

No comments