-->

Android Phone Me JAVA Program/Apps Kese Chalaye/Run Kare ( No Root Required )

- October 01, 2017


HOW TO RUN JAVA PROGRAMS ON ANDROID DEVICES
Android Phone Me JAVA Program/Apps Kese Chalaye/Run Kare ( No Root Required )

Hello Friends..!! Aaj mai aapke liye is post mai batane wala hu ki aap apne 'Android Phone Me JAVA Program/Apps Kese Chalaye/Run Kare'..!! Jii haan hum apne android phone me java programming language ko bhut aasani se run karwa sakte hain..!! Aap apne Android phone par program likh kar output le sakte ho..!! Wo v bina kisi dikkat ke..!! Ab aap soch rahe honge ki esa kese ho sakta hain..!! Hum apne phone par java program ko kese run kar sakte hain..!! To aapka iska answer me is post mai btane wala hu aap is post ko pura read kare aapko aapke sabhi questions ka answer mil jayega..!!! 

JAVA Programs Android Phone Mai RUN kese hota hain??
Java programming language Android phone me ek application se run hoti hain..jo special java language ko Android devices me run karne ke liye banai gyi hain..!! Is application ka name hain ▶AIDE◀ jise aap niche post ke Last mai diye gye LINK se Download kar sakte hain..!! 

✔Java Program Run Karane Ke liye Android Phone Root Karna Padega??
Nahi..!! Java program ko apne Android devices me run karne karne ke liye phone root karne ki jaroorat nahi hain..!! 

✔Yeh Application Free hai Ya Paid
Yeh application google play store mai bilkul free hain..!! Niche diye gye LINK se aap Application ko Download kar sakte hain..!! 
   

✔Is Application Ko Use Kese Kare??
Is application ka use karna bhut aasan hai..!! Install ho jane ke baad is app ko open kijiye or aapke samne kuch option aayege usme JAVA option select karne ke baad aap is app mai apna java programming code likh sakte hain..!! 




Agar aapka is Application se related koi questions hai to aap mujhe niche comment box mai puch sakte hain..!! Agar aapko yeh post "Android Phone Me JAVA Program/Apps Kese Chalaye/Run Kare ( No Root Required )" Achhi lagi to apne dosto ke saath social media me jaroor share kare..!!  Thankuu..!! ☺☺


1 comment

Kerry Schultz said...

this is a very good article on how to run Java programs or applications on the android phone, especially for the native hindi speakers. it is short and easy to understand.