Kya aapka account baar-baar hack ho rha hain..!! Kahi iski wjh aapke dwara set kiya gya password to nahi..??
Aajkl password ko hack kar account se information chori karna hackers ke liye bahut aasan kaam ho gaya hain..!! Ese me password set karte time khash saawdhani baratni chahiye..!! Online Security Furm Splesh Data ki report ke anusar,,
Dunia bhar me Internet users dwara saal 2014-15 me sabse jyada use kiye jane wala saral password tha-123456 !! Is password ko pehle number par rakha gya hain..!! Iske alwa 123456789, 12345678 bhibis list me sabse upar hain..!! Agar aap bhi ese aasan password sante hain..!! To isse bache..!!
🚫 ACCOUNT KO SAFE RAKHNE KE LIYE KESE PASSWORD KA USE KARE
Account ko Safe rakhne ke liye 6-8 word wale password banaye..!! Isme aap small letters se capital letter ko milakar likhe..!! Agar aap kisi word ko password ke roop me dalna chahte hain..!! To ese word ko choose kare, jise kewal aap hi jante ho..!!
✔Example: "Chalo OFF hokar ON ho jaye"
Kisi famous word ya Filmy dialogs ko password nhi banana chahiye..!! Isme hack hone ka khatra adhik rehta hai..!! Account safe rakhe..!! Iske liye password me word or number dono ka combination ho..!!
✔Example: SUM12kum1cc
password ko Strong banane ke liye..!! Symbol ka use bhi kar sakte hain..!!
✔Example: kal#@+Kal007
Password ki mjbooti ke liye Aap sentence ka use bhi kar sakte ho..!!
✔Example: "I am your brother"
Is sentense ke pehle letter jese "Iayb" aapke account ko or protect karega agr aap ise sentence ke last me use karo to..!!
✔ "I am your brother Iayb"
Iske saath saath aap symbol ka use bhi kar sakte hain..!! Trick password bhi account ko protect karta hain..!!
✔Example: "pcsexam"
To friends yeh the kuch example jo aapke account ko hackers se bachane me aapki madad karege..!! Aap inka use jaroor kriye..!! Jis se aapke account ki security bani rahe..!!
Yeh bhi pade..!!
💠ANDROID PHONE ME 11 FB LITE EK SAATH KESE CHALAYE
💠SMART PHONE KO KESE BANAYE TRACKING DEVICE
💠ANDROID PHONES KE 5 CHHIPE HUWE FEATURES | | TOP 5 HIDDEN FEATURES OF ANDROID PHONES
No comments