-->

Apne Android Phone Ko Banao Apne Laptop Ka Mouse | | 100% Working Application

- June 03, 2017

Android phone ko mouse kese banaye

Dosto Aaj me aapke liye leke aaya hu bilkul new trick.. iski madad se aap Apne Android phone ko apne Laptop or Computer ka mouse bana sakte ho..!!

Aapko yeh sun ne me jaroor ajib lagra hoga ki kese hm android phone se laptop or computer ka mouse bana sakte hain..!! par yeh sch hai.. ham apne phone ko bhut aasan tarike se mouse bana sakte hain..!!

Android phone ko mouse banane ke liye hame kuch software applications ki jaroorat hoti hai..!! jo hme internet par aasani se mil jati hain..!! mene aapko un software ke link niche post me diye hain..!! aap wha se un application ko download kar sakte ho..!!

Me aapko bta du ki yeh applications 100% work karti hain..!! mene ise khud try kiya hain..!! jb mene iske bare me suna ki ham Android Phone se Laptop ka mouse bana sakte hain..!! Us time mujhe bhi yakin ni huwa..!! meko laga koi ese hi bolra hain..!! esa nhi ho sakta..!! par jb mene yeh khud try kiya to me bhi hairan ho gya..!! yeh mouse  100% work kar ra tha..!! wo v bhut ache dhang se..!!

Jo yeh Applications hain..!! wo wifi technology se chlte hain..!!  aapko isme apna internet data kharch karne ki jaroorat nhi hain..!!

AAP IS SOFTWARE KI MADAD SE APNE LAPTOP SE DOOR BAITHKAR KEYBOARD BHI USE KAR SAKTE HAI..!! IS APP ME LAPTOP/PC KE LIYE KEYBOARD FEATURE BHI MOJUD HAIN..!!

๐Ÿ”ท ANDROID PHONE KO LAPTOP/PC KA MOUSE OR KEYBOARD BANANE KE FAYDE

Android phone ko Laptop or PC ka mouse banane ke Fayde hi Fayde hain..!! agar aap Laptop use karte hoto aapko pata chal hi gya hoga..!! is se hme kitna fayda milega..!! is se laptop ko ham comfortable hokar chla sakte hain..!!
      Agar aap apne phone ko laptop ke mouse me convert kar doge to..!! aap apne pc ko apne se thoda door rakh kar use kar sakte ho..!! jis se aapke aanko par bhi jyada jor nhi padega..!!
       Aap is new Technolgy ka maza le sakte hoo..!! jo ki kafi achi hai..!! or har koi ise use kar rha hai..!!
        Winter time me iska use kar sakte ho jab..!! thand ke karan hmare haath sun ho jate hain..!! or hm apne laptop par jyada kaam nhi kar pate..!!
       Agar aapke paas android phone mouse hai to aap apne bistar ke andar se hi..!! iska use bdi aasani se kar sakte ho..!!
         Agar aap kisi dusre ke samne is technology ka use karoge jinko iske bare me pata nhi hai.!! to aapki image unke samne kesi rhegi..!! yeh aap khud soch sakte ho..!!

To frnds hai na yeh cool Trick..!! Aap is android phone mouse ko ek baar jaroor try kre..!! Aapko bhi meri tarh bhut maza aayega..!! ๐Ÿ‘Œ๐Ÿ‘Œ๐Ÿ‘Œ๐Ÿ‘Œ

To ab jante hain..!! kese hm Laptop ko Android phone Mouse Se Connect Karte Hain..!!

So Friends Let’s Follow Some Simple Steps.

๐Ÿ”บ1. Sabse pehle apne Smartphone me Mouse & Keyboard Remote App Download kare..!!

 ๐Ÿ”ƒDOWNLOAD KARNE KE LIYE YHA CLICK KARE..!! 

๐Ÿ”บ2. Ab aapko apne Computer/Laptop me  Remote Control Server  Software          Download karna hai..!!

 ๐Ÿ”ƒDOWNLOAD KARNE KE LIYE YHA CLICK KARE..!!

๐Ÿ”บ3. Aapko yeh dono App download karne hai..!! ek aapke phone me or Ek aapke Laptop me..!!

๐Ÿ”บ4. Ab Remote Control Server Software Download ho jane ke baad Install kare |

๐Ÿ”บ5. Av apne Smartphone me Install kiye gaye Mouse & Keyboard Remote App เค”เคฐ Computer me Install kiye gye Remote Control Server Software ko open kijiye..!!

๐Ÿ”บ6. ab aapko phone me Install ki gyi Mouse & Keyboard Remote App ke Menu me jana hai or Add New Devices par Tap karna hai..!! or  Apne Computer ke Wi-fi se Connect karna hai |

๐Ÿ”บ7. Connect ho jane par REMOTES par jaye Or Mouse, Key-board ke Icon par Click kare

๐Ÿ”บ8. Ab apne phone Ko Mouse or Key-board ke roop me use kar skte hoo..!!

๐Ÿ”บ9. Yeh app wifi par kaam karta hai..!! isme internet connection ki koi jaroort nhi hai..!!

Aap Ek baar is trick ka use jaroor kare..!!
So frnds is trick ko apne or dosto ko bhi btaye..!! niche diye gye social media icon ki madad se facbook par jyada se jyada share kare..!!
     Agar aapko kisi step me dikkat aari hai to aap comment me puch skate ho..!!

    

3 comments

Unknown said...

beta agr kaam ni kiya na isne to tu gya ......

Unknown said...

Hehe okkk..!!

Unknown said...

Hehe okkk..!!