-->

TOP GPS SOFTWARE APPLICATION USED IN INDIA | | AAPKI MANJIL KA SATHI GPS

- May 12, 2017
Hello friends,,, me aaj aapke liye leke aaya hu TOP GPS application Jo pure world me bhut famous hai..!! yeh aapko aapki manjil tak satikta se phucha deti hai...!! 


           Anjan cities me Raste dhundne ke liye GPS ki upyogita sb jante hai..!! lekin aaj GPS maps "3D view" me aa chuke hai..!! jo aapko apne destination ke liye turn by turn nevigation ki real time information dete hai..!! 

     Anjaan rasto par apni manjil dhundne ho to ab ajnbiyo se thikana puchne ka trand gya..!! sb kuch smart phone batata hai..!! smartphone par mojud GPS map hmari live location batata hai..!! or kisi manjil tak phuch e ke liye poora rasta guide karta hai..!! 
             ab yeh maps itne high tech ho chuke hai ki yeh sirf rasta hi nhi batate. blki raste ka traffic update bhi dete hai..!! aaj real time road ki soochna dene wale kai sandar app or devices mojood hai..!! jo aapki driving ko aaramdayak bnate hai..!!

Un top application mese Top 4 GPS LOCATION Application ke bare me aapko me is post me btauga..!! jis se aapki kafi help hogi..!! 

WHAT IS THE FULL FORM OF GPS | | GPS KI FULL FORM KYA HAI

GPS ki full form:  Global Positioning System
 yeh satellite-based navigation system hai...!! jise USA control karta hai..!! 

TOP APPLICATION FOR GPS LOCATION  


▶MapMyIndia z×350 Series
▶WAZE
▶GOOGLE MAPS
▶GARMIN NUVI SERIES

➡1: MapMyIndia z×350 Series

Navigation ke mamle me MapsIndia jesa koi nhi hai..!! is par aapko road or city ke impo landmark 3D location me milte hai..!! or baki city ka map 2D footprint me milte hai..!! is 3D design ki madad se aap koi bhi turn galat nhi lange..!! is app ko Maruti Suzuki, BMW, jaguwar, ToYoTa, TaTa, mahindra etc. ne bhi use kiya hai..!! is app use karne ke liye bhut hi aasan or saral hai..!! isme desh ke karib 20 Lakh kilometer ka satik map teyar kiya gya hai.!!   
                     "Mapmyindia"

➡2: WAZE

     Waze ek community aadharit Traffic or Navigation application hai...!! ye Google ka esa app hai..!! jo safar ke dauran turn by turn bolkar disha nirdesh deta hai..!! iske saath- saath aapke raste par traffic ka live update bhi batat hai..!! is app par social media ki tarh ek city ke log apna group bante hai..!! 

          jis se yha se paas hone wale users Traffic ka live update feed karta hai..!! iske alawa yeh app dusre web users ke update ko bhi is se automatically samil kar deta hai .!! jis ke jariye aap petrol pump, CNG, station ki jankari..!! pa sakte hai..!! bde sehro me yeh app kafi upyogi sabit ho raha hai..! 

                      "WAZE"

➡3: GOOGLE MAPS

     Navigation or maping k liye yeh app sbse famous application software hai..!! ose kisi bhi platform par aap free download kar sakte hoo..!! yeh app aapki position ko track karta hai..!! iske baad kisi bhi destination ka root jaan sakte hai..!! 
       ab is par bhi voice navigation or traffic fetures mojood hai..!! aapko kisi bhi madhaym se kisi distance tak jana ho jese..!! paidal.., car, bus etc. aap iska option khud choise kar sakte ho..! is se yeh pata lagega ki aapne us distance ko kitne time me cross kiya..!! yeh google ki app bhut achi hai..!! aap ise free me download kar sakte hoo..!! 

              "GOOGLE MAPS"

➡4: GARMIN NUVI SERIES

       Garmin nuvi series me navigation karte samay..!! mobile data or internet kharch karne ki jaroort. hi hai..!! yeh navigation ek khash device me aata hai..!! yeh rasto k disha nirdesh bhi sadharan bhasa me sunata hai..!! jiame gali, chaurahe, ka naam bhi saaf suna ja sakta hai. !! 
         Nuvi series ka latest version 3490 LMT navigator bhi hai..!! 4 ons weight is device me bluetooth technology bhi hai..!! lekin isme phone ke address book ko synchronise nhi kiya ja sakta hai !! yeh device ₹10-15 ki keemat me uplabdh hai. !! iske alawa driving app, navigator Free, off line maps etc. app bhi parmukh hai..!! 

        "GARMIN NUVI SERIES"

❇ Important Tips For using GPS | | GPS ko use karne ke kuch Tips

Hum GPS ko kese use karte hai..!! uske bare me aap yeh point pad sakte hai..!!

🔶  GPS maps ki madad se lamba safar tay kar rhe hai..!! to ise offline mode me use kare is se aapke phone ka data bachta hai..!! 

🔷 Apni car me phone charger ka port jaroor lagwaye. GPS use karte time phone ki battery jaldi low hoti hai..!! 

🔶   kisi paid GPS Apps ko update karne se pehle check kar le..!! paid apps update karne ka charge karte hai..!! 

🔷 Destination tak phuchne ke baad GPS bnd kar de..!! 

🔶   GPS par Traffic ka live update kewal sNket k liye hai..!! inhe 100% true na smje..!!

   To friend kesi lagi aapko yeh info comment me jaroor btaye..!! 

yeh bhi pade..!! 👇👇👇

▶MOBILE PHONE ME INTERNET DATA SAVE KARNE KE BEST 10 TARIKE | | HOW TO SAVE MY MOBILE INTERNET DATA IN ANDROID PHONE


HIDDEN ANDROID SECRET CODES THAT YOU MUST KNOW | | ANDROID KE SECRET CODE JO AAPKO PATA HONE CHAHIYE


2 comments

Dilip Mothariya said...

Bahut Achi Post Share Ki Hai

Unknown said...

Thanku so much Dilip Mothariya..!!