-->

Apne Android Phone Ke Wifi Ki Speed Kese Badaye

- May 29, 2017


Aapke Phone ke wifi ki speed hai bhut kam, internet ke slow hone se aapko aati hai presani, To friends aapki in dikkato ka solution hai mere is post mai..!! Aapko is post me btane wala huki kese ham apne wifi ki speed ko increse/jyada kar sakte hai..!! jis se hame internet ko access karne me koi dikkat na aaye..!!  !

  WiFi ke madhyam se internet ka use karne ke Time aksar hmko yeh dikkat hoti hai ki yeh kafi dhima work kar rha hai..!! kai baar WiFi Network dhima hone ki wjh se bhi esa ho sakta hai..!! lekin aapne WiFi Network ki janch kar li hai..!! or wo sirf aapke phone me hi slow chalra hai..!! To kuch Tips ke jariye ise Tez kar sakte hai..!! 

WiFi SPEED KO FAST KARNE KE TOP-5 TIPS

1๐Ÿ”ท FREQUENCY BAND 
2๐Ÿ”ท AVOID POOR CONNECTION
3๐Ÿ”ท FRIMWARE UPDATE
4๐Ÿ”ท PHONE CASE
5๐Ÿ”ท WIFI BOOSTER

➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡➡

๐Ÿ”ถ FREQUENCY BAND

Frequency Band ko rakhe auto par, purane phone wifi ke liye 2.5 Giga hz frequency band ko support karte hai..!! jbki naye smartphone 5 Giga hz frquency band par work karte hai..!! ese me phone me wifi setting ko check kare or band ko auto par rakhe..!! taki phone khud hi spectram bnad ke anusar shift ho jaye..!! 

◼ iske liye SETTING me jaye or wifi ko open kare..!! yha Right side ki taraf teen dot dikhai dange..!! jo wifi menu hain..!! is par click kare..!!

◼ Yha Niche advance ka option milega..!! us par click kare..!! isme Aapko wifi frequency ka chunav karna hai..!! or Auto par set karna hai..!! 

๐Ÿ”ถ AVOID POOR CONNECTION

Kuch Phone me Avoid Poor Conection ki Setting milegi..!! ydi WiFi slow hai..!! To Data ke Liye wo wifi se connect hi nhi hoga..!! or mobile network par hi work karega..!! isse aap Tez Internet ka laabh le sakege..!! iske liye wifi ki advance setting me jana hai or wha avoid poor connection ko choose karna hai..!!

๐Ÿ”ถ FRIMWARE UPDATE

Wifi dhima hone ka karan furmware update na hona bhi ho sakta hai..!! ese me chwck kare ki koi update to nhi aaaya Hai..!! yadi phone me koi update aaya hai..!! To use Update kare..!! 

๐Ÿ”ถ PHONE CASE

Apne phone ko jyada khoobsurat dikhane ke chakkar me aksar Log metal Wale cover ka use karte hai..!! Lekin is trh ke cover se thodi problem ho sakti hain..!! aapke saath bhi kuch esa hi hai..!! to ek baar cover hatakar wifi check kare..!! 

๐Ÿ”ถ WIFI BOOSTER

Android Smartphone ke liye aap WiFi Boister apps ka bhi use kar sakte ho..!! isme ek graph bankar aa jayega ..!! jis se aap usme dekh sakte hain ki kis jgh wifi ki range jyada hain..!! or kis jgh kam..!! fir usi ke anusar wifi ka use kar sakte hain..!! 

To friends yeh the kuch Tips jis se Aap apne Android phone ke wifi Ki speed bada sakte hain..!! hope aapko yeh info. Achi lagi Ho..!!

Yeh Bhi Pade..!!!

BADE KAAM KE HAI YEH FREE SOFTWARE


⭐ SOCIAL MEDIA ALL APPS UPDATE NEWS | | WHATSAPP, TWITTER, MESSANGER, ANDROID O, GMAIL KE NEW FEATURES


 APPLE SMART HOME KYA HAI | | WHAT IS APPLE SMART HOME

No comments