Mobile Phone Market me ab jyadatar Smartphone Finger Print Sensor wale launch hone lage hai.!! Smartphone me lage fingerprint sensor ka use phone ko unlock karne ke liye kiya jata hai..!! magar kya aap jante hai ki aapke phone ka fingerprint sensor kese kaam karta hai..!!
Finger Print Sensor Kya Hai??
Finger Print sensora ek ese system hai, jo aapki finger ki layer ko scan karta hai..!! or use ek code me badal deta hai..!! jise DATABASE ko Access karne ke liye use kiya ja sakta hai..!!
OPTICAL SCANNER
Optical scanner aapke fingerprint ke upar ek bright colour dalta hai, Jo aapke fingerprint ki digital photo capture karta hai..!! iske baad yeh digital photo aage ke verification ke liye computer me feed ki jati hai..!! yeh scanner halke or senseable microchip, eg: CCD, Charge couple device ya CMOS image sensor digital photo banane ke liye use kiya jata hai.!! yeh image apne aap aapke fingerprint ko code me badalta hai.!!
CAPECITIVE SCANNER
Capecitive Scanner aapki finger ko Electrically magerment kar ke kaam karta hai..!! kyoki aapke haath ki sbi fingers ke bich ki doori hoti hai..!! Capecitive scanner inhi dooriyo ko calculate kar aapke fingerprint ki ek image banata hai..!! is trh ke scanner i-phone or i-pad me diye touchScreen ke saman hai..!!
Sabse pehle, Scanner Device me jha aap fingers rakhte hai..!! wha ek bright light jalti hai..!! glass ke jariye yeh light aapki fingers ko touch kar wapis reflect karti hai..!! agar image capture sensor process me jyada time lagta hai..!! to image sensor par image bright hogi..!! is testing ke liye ek Algorithm ka use kiya jata hai..!!
yeh Aapko batata hai ki capture ki gai image bahut light hai ya dark..!! jiske baad ek beep ki aawaj aati hai..!! jo aapko alert karti hai..!! or fir se aapko pehle process par wapis le jati hai..!! yeh Device aapko tab bhi alert karta hai..!! jab capture ki gai image me koi alternative lite or puri lite na ho..!! in status ke baad, biping ke jariye scanner aapko batata hai ki image shi hai ya doosre LED Indicator ka use karna hai..!!
Ab accecpt ki gyi image flash memory me save ho jati hai..!! jo agle step ke liye ek computer me access ki jati hai..!! ab yeh computer ka kaam hoga ki image ko database me save rakhna hai ya Database me pehle se save fingerprint se compare karna hai..!!
To Friends yeh thi Finger Print sensor ki Technology..!! aasha karta hu ki aapko yeh post achi lagi ho..! ! Comments me jaroor btaye..!/
Yeh Bhi Pade..!!

👉TERA COPY : : FAST COPYING SOFTWARE FOR COMPUTERS | | CHOTA BOMB BADA DHAMAKA
👉TOP GPS SOFTWARE APPLICATION USED IN INDIA | | AAPKI MANJIL KA SATHI GPS
👉 MOBILE PHONE ME INTERNET DATA SAVE KARNE KE BEST 10 TARIKE | | HOW TO SAVE MY MOBILE INTERNET DATA IN ANDROID PHONE
No comments