-->

Facebook Page Like Box Ko Blog Me Kaise Add Kare

- May 08, 2017
Hello,,,frnds aaj is Post mai hum sikhege ki kese hum apne facebook page ko apne blog mai add karte hai..!! facbook page kai bare mai to aap sub bhut ache tarike se jante honge..!! mujhe btane ki v jaroort ni hai..!!
 to av jante hai kese hum apne facebook page ko blog mai add karte hai.


Facebook Page Like Box Ko Blog Me Add karne Ke Fayde

▶Facebook page ko blog mai add karne ka fayda yeh hai ki jo visitor hoga agar use hmara blog acha laga to wo hmare facbook page ko like jaroor krega..
      jis se jb bhi hum koi nyi post publish karege to hum us post ko facebook page par bhi share karege..!! jb visitor hmari post ko page par dekhega to hmari site visit jaroor karega..!! jis se hmare visitor bhi bdege..!!

▶Facebook page ko blog me add karne se hmara blog ka look bhi bhut acha lagta hai..!! Facebook page add hone se hmara blog professional lagne lagta hai..!

▶hmara facebook page ka Free mai promotion bhi ho jata hai..!! Hme facebook page ko promote karne kai liye extra money bhi kharch ni karni padti hai..!/

▶Hmko apna Facebook page sidebar k top m lagana chahiye jis se vistor ki nazar us par bni rhe or wo hmare page ko like kar dega..
        facebook page ko sidebaar me lagane se hmari website ka look bhi professional lgta hai..!!

Facebook Page Like Box Ko Blog Me Kaise Add Kare

1. Facebook page like box ko blog me add karne ke liye sabse pahle is code ko copy kare.

<iframe src="//www.facebook.com/plugins/likebox.php?href=https://m.facebook.com/Total-Tips-Hub-245412055863473/?ref=bookmarks &width=300&height=258&colorscheme=light&show_faces=true&border_color&stream=false&header=false&" style="border:none; overflow:hidden; width:292px; height:258px;" ></iframe>

2. Code copy karne kai bad aapko code me se mere facebook page ka url ki jagah apne facebook page ka url add karna hai.

"https://m.facebook.com/Total-Tips-Hub-245412055863473/?ref=bookmarks".  Yeh mera url hai..iski jgh aap apne page ka url daal le..

3. Ab blog ke dashboard me jaye or layout par click karke Add a Gadget par click kare.

4. Add a Gadget par click karne par ek new popup window khulegi usme HTML/java script par click kare.

5. HTML/java script me ye code paste kar le..!! jo Avi upar copy kiya tha.

6. Code save karne ke bad aap apne blog ko visit karke dekh sakte hai aapke facebook page ka like box aapke blog me add ho gaya hai.

Is post se related agar aapko koi bhi bat samjh nahi aayi ho to aap comment karke  puch sakte hai.

4 comments

Unknown said...

Bhai ho nahi raha hai.

Unknown said...

Mene fir se check kiya yeh shi se kaam kar rha hai..!! Aap hi kisi step me galti kar re ho..!!

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

nahi ho rha re bahi